Latest Government Jobs for Girls September 2025
September 2025 me ladkiyon ke liye bahut saari sarkari jobs nikli hain. Alag-alag departments ne New Vacancy 2025 for Girls announce ki hai. Ye ek achha chance hai 10th pass aur 12th pass girls ke liye apna future secure karne ka. Salary bhi acchi milegi aur job bhi stable rahegi.
Anganwadi Recruitment 2025
Is recruitment me total 9,895 posts nikli hain. Isme Worker, Mini Worker aur Helper ke liye vacancy hai.
- 
Qualification: 10th pass ya 12th pass
 - 
Age: 18 se 33 saal
 - 
Selection: Direct recruitment, exam nahi hoga
 - 
Fee: Free for all
 Official Website - icds-wcd.nic.i
Isme sirf documents check honge aur merit ke base par selection hoga. Women candidates ko age relaxation bhi milega.
Municipal Corporation Jobs 2025
Isme 675 posts hain. Male aur female dono apply kar sakte hain.
- 
Qualification: 8th pass ya 10th pass
 - 
Age: 18 se 40 saal
 - 
Fee: General/OBC ₹200, Female/SC/ST ₹50
 - 
Last date: 17 September 2025
 
Isme written exam, physical test aur documents check honge. Girls ke liye fee kam rakhi gayi hai.
Secretariat Jobs 2025
Secretariat me Junior Stenographer aur MTS ke liye jobs nikli hain. Salary ₹35,000 se ₹52,000 tak hai.
- 
Qualification: Steno ke liye 12th pass + typing skills, MTS ke liye 10th pass
 - 
Age: 18 se 27 saal
 - 
Fee: Women/SC/ST free, baaki ₹500
 - 
Last date: 12 September 2025
 
Isme written exam, skill test aur medical hoga. Salary aur benefits dono acche milenge.
NHM ANM Vacancy 2025
NHM me 3,181 posts nikli hain ANM ke liye. Ye healthcare field ki job hai.
- 
Qualification: 10th pass + ANM certificate
 - 
Age: 18 se 40 saal
 - 
Salary: ₹25,000 – ₹52,000 per month
 - 
Fee: General/OBC ₹100, Female/SC/ST ₹50
 - 
Last date: 10 September 2025
 
Isme exam aur documents check honge. Healthcare jobs stable hoti hain aur growth bhi achhi hoti hai.
Forest Guard Recruitment 2025
Forest Department me 615 posts hain. Isme Forest Guard, Clerk, Librarian, Technical Assistant aur alag-alag positions hain.
- 
Qualification: 10th pass / 12th pass
 - 
Age: 18 se 37 saal
 - 
Salary: ₹18,000 – ₹1,50,000 (post ke hisaab se)
 - 
Fee: Women, SC, ST free; others ₹100
 - 
Last date: 16 September 2025
 
Isme written exam, physical test aur document check hoga.
BSF Constable Recruitment 2025
Border Security Force me 1,121 posts nikli hain Radio Operator aur Radio Mechanic ke liye.
- 
Qualification: 10th pass / 12th pass / ITI
 - 
Age: 18 se 25 saal
 - 
Salary: ₹25,000 – ₹81,000 per month
 - 
Fee: Women free
 - 
Last date: 23 September 2025
 
Isme physical test, exam aur document verification hoga. Salary ke sath DA, HRA aur medical benefits bhi milenge.
Age Limit and Relaxation
Har recruitment me minimum age 18 saal rakha gaya hai. Maximum 25 se 40 saal tak hota hai. OBC candidates ko 3 saal aur SC/ST ko 5 saal extra relaxation milta hai. Women candidates ko bhi extra age relaxation diya jata hai.
Documents Required
Form bharne ke liye Aadhaar card, 10th/12th mark sheet, passport photo, signature scan, caste certificate aur email ID zaruri hai. Sabhi documents sahi size me scan karke upload karne padenge.
Selection Process
Selection alag-alag process se hoga. Anganwadi me direct selection hai. Secretariat aur NHM me written exam aur skill test hai. BSF aur Forest Guard me physical test bhi hoga. Sabhi jobs me document check aur medical test zaruri hai.
Apply Online
Apply karne ke liye official website par jaakar form fill karna hoga. Documents upload karne hain aur fee pay karni hai (agar applicable ho). Form submit karke uska print nikal lena chahiye.
Comments
Post a Comment